Search my blog

miswak and modern science

MISWAK AND MODERN SCIENCE



miswak and night

Huzoor akdas Sallallahu Alaihi Wasallam Raat Ko uth kar miswak karate the 

Huzoor akdas Sallallahu alayhi Wasallam KE mamulet main tha k aap Raat sote Waqt miswak Karte The Washington amrika ka doctor Mujhe Kehne Laga ki sote huye bhi miswak Karke Soya kare main Kaha wo kyou Kehne Laga k isliye k Aaj Ki research Yeh hai k Insan Jo khana khata hai Toma ke andar plasma arm Coolie karne se saaf nahi hota Kehne Laga maximum Jo dant kharab Hote Hain Ho sone ke Waqt Hote Hain maine kaha wo kyou Kehne Laga 
Is ki wajah Yeh Hai Ke Jab Insaan so jata hai tu uska move bilkul Band Ho Jata hai you na to move Harkat Hota hi aur plasma apna Pura kaam kar raha hia

Kehne Laga k aap dekhenge k danke Waqt Kabhi Banda bol Raha hi Kabhi Zuban chal Rahi hi Kabhi kha rahah hi Kabhi p raha hai Din k Waqt Harkat karne ki Wajah se plasma ko kaam karne ka Mauka nahi Milta aur Raat k Waqt jab munh band Hota hia to use kam karne ka Mauka mil jata hai isi liye dant jyada kharab rat k waqt hote hai phir kahne laga subah tooth pest kare ya na ka kare lakin rat ko sote waqt miswak jarur kare main Alhamdulillah Padi k Hamare Nabi salahu Alaihi Wasallam ki Sunnat hi ki Raat Ko wazoo ke sath Sote hia 

aur begiar miswak k wazoo nahi farmate the Jab Hindi insan khana kha kar wazu Karega miswak Karega aur nuksaan say bache ga Nabi Akram Sallallahu alayhi wa Salim khane se Pahale hanth Dhote the aur khane ke Baad Coolie carte the Aaj log khana kha kar ISI Tarah uth kar Chale Jate hi Hala ki unke munh ke andar mitha ya tikha khaya hai to uske bad aasarat rahte hai jisse nuksan hota hai
Previous
Next Post »