Search my blog

ISLAM AND SCIENCE

ISLAM AND SCIENCE 

munh ka zayka aur miswak 

Ek saheb munh ke zayka ki lazzat se mahrum the bhut elaz kraye lakin fayda na hua yha tak ke kisi ne bataya ke zayka ke liye  aap zaban par jonke lagwaye usne zaban ko zonko ke jariye jakhmi kiya lakin fayda fir bhi na hua usko mashwara diya ke aap bilkul taza miswak  (pillu) istemal Karen ek mah ke bad bhir bataye marij ka kahna hai ke ye ek rupe ka miswak hazaron rupe ki adwiyat par bhari hai aur uska zayka wapas aa gaya



A STRANGE CASE 

ek marij ka almiya ye tha ke uske gardan me dard uske gale me dard aur sugan ahista ahista aawaz me kami aur fir dimagi yaddast me kami aur sar ka chakarana wagairah amraz me mubtla tha  (brain specialist )aur aam  (general physician ) ke bhut elaz kraye lakin fayda na hua halat pahle hi ka raha uske elaz ke liye miswak kat kar usko ubal kar uske garare karaye gaye miswak mustakil karne ka kaha gaya aur bairuni tour  ke samne yani dar asal uski taskhis yahi ki gyi ke raed calend (infected ) hai jiski wajah se us ka tamam jism (infected ) hua ab unka elaz kiya gaya mariz helthy ho gaya 

MISWAK AND SCIENCE 

 Tonsil ke marizo ko jab miswak ba kayda istemal Karaya gya to aise marij bhut jald helthy ho gaye ek sahab gale ke gudud big hone se parishan the unko sarbat tut aur miswak istemal karaye gaye yahi sarbat tut pini ke liye aur miswak bilkul taza istemal karaye gaye aur miswak ke tukne karke usko pani me karke usko ubal kar uske garare karaye gaye marij ne turant fayda mahsus kiya 

MISWAK AND MOUTH CHHALE 

  • Kuch mouth ke chhale ki garmi ki wajah se aur tejabiyat ki wajah se hote hai jisme khas kism ka jarasim fail jata hai aur uske liye taza miswak ko munh me Malen aur uska loab ko munh me hasil karke munh ke andar khub malen is tartib se kai marij healthy huye 


MISWAK AUR DANTON KI PILAHAT 

agar log shikayat karte hai ki dant pile hai ek to tanto se safedi ka isteratar jata hai warna miswak ke naye naye reshe danto ke Pilahat ke liye bhut mofid w fayda deta hai 

MISWAK AND GERMS 

miswak  (anti septic) hai jab bhi usko munh me istemal kiya jaye ga to ye andar ke zarasim ko katal kar deta hai jis se namaji ko be shumar imraz se bach jata hai yha tak ke kuch zarasim sirf aur sirf miswak ke andar (anti septic ) mawad hi ki wazah se marte hai 

MISWAK AND BRAIN 

hazrate ali karramallaho wazhahul karim ka kaul hai ke miswak se brain tej hota hai dar asal miswak ke andar phosphorus hota hai tahkikat ke motabik jis zamin pe cailsiyam aur phosphorus hota ki jayadti hogi  waha pillu ka darakht jayada paya jayega  isliye chonki kabristan ki mitti me cailsiyam aur osphorus insani haddiyo ki galne ki wazah se jayada hota hai yahi wazah hai ki yaha pillu ka darakht jayada hota hai aur danto ke liye cailsiyam aur phosphorus  aham geza  hota hai  aur khas tour par pillu ki jan me ye azza aam hote hai moshahde me ye bat samne aai hai ke agar pillu ke miswak ko taja aur naram halat me chabaya jaye to uske andar se ek tej madda nikalta hai yahi wo madda miswak ke andar zarasim ke nasho numa ko rokta hai aur danto ko amraz se bachata hai 
Newest
Previous
Next Post »